Tum kya jano gum kya hota hai. .tum kya jano gum kisey kehate hai. .tum kya jano gum kya cheez hoti hai. .tumne to hamesha fevicol use kiya hai
Kya pyaar karna paap hai,kya pyaar karna paap hai,ladke ka dost uske kaan mein bolta hai,abbey patli gali pakad peeche ladki baap hai .....
Main unki galiyon mein gaya aur kaha Main unki galiyon mein gaya aur kaha Dil se dil mila lo Dil se dil mil lo Par jab unke baap ko dekha to kaha Par jab unke baap ko dekha to kaha Bartan ke liye shine kara lo Bartan ke liye shine kara lo
Chara khila k bail tan-o-mand ker diya Pather pe phir chhuri ko tez-o-tund ker diya Pehle kaha hakim ne aazad he khudi Aur phir khudi ko deen ka paband ker diya Per-e-muhga.N-o-Rind-e-kharabaat ko yaha.N Ye kia kiya k hoosh ka paband ker diya Haalat Aadmi ke bhi achche lagain ge jab Larna khudi ne din se ho band ker diya Kar-e-jahaan khoob chale ga tabhi yahaaN Dil ne jigar ko jab ho razamand ker diya Ju kuch kaha tha aap ne kerne ke waste Wo kaam ham ne aap ki sugand ker diya
Raaste the anjaan phir bhi hum talaash mein unki nikal pade Unki aankhon ki kashish mein hum kheenche chal pade Maloom chala wo kaun si hi dagar jispe hum the nike Jab usse patane ke chakkar mein humein joote chappal pade